"Looks like no-one is safe in Mumbai film industry": BJP leader Roopa Ganguly slams Bollywood over drugs

From the underworld's link to drug nexus, the Bollywood is slowly and steadily losing its charm.

Roopa-Ganguly Roopa-Ganguly-Bollywood-Unsafe Bollywood-Unsafe-For-Outsiders

Sushant Singh Rajput's mysterious death has jolted the roots of Bollywood. Nowadays, the Hindi film industry is being seen as a platform where illegal things go. From the underworld's link to drug nexus, the Bollywood is slowly and steadily losing its charm. Now, people are thinking about whether to send their children to become an actor or not. 

Amidst such controversies, actor turned politician Roopa Ganguly has sparked another controversy. The BJP leader on Saturday lashed out at the Hindi film industry to make the environment unsafe for the newcomers and outsiders. Roopa in a series of tweet wrote, "Yeh joh ghatnayein samney aarha hain, yeh hum sabko dukh pohchaya hain, sabko pareshaan kardiya hain. Insab ghatna se, Mumbai film industry le ke jo asha hain, no sapney hain, woh tuut ja raha hain.

Hum mante hain ke life stressful ho sakta hain, lekin aagar aap koi #icon ho, to aap per yeh zimidari hain ke aap icon jaisa baney rahen. Warna mat baney.

#LawAndOrder ek #state issue hain. Isiliye main bahar #dharna main baithithi. Bahar se janeywali hamari betiyan, hamari bahenein sukrakshit nahin hain. Aisa kabtak chalega?

Aisey bohot sarey cases hain jinhko nazarandaaz nahin karna chahiye, jaisey #DishaSalian  jaisey #JiahKhan jaisey #SushantSinghRajput Kabtak yeh gandagi, yeh annyay sahengey humlog?

Ladka ho yah ladki, Mumbaikar ho ya bahar ka, kon surakshit hain Mumbai film industry main? Mumbaika apna #DishaSalian yah Patna ka #SushantSinghRajput, aisa lagta hain ke koi bhi bachhey hamarein surakshit nahin hain.

Sudhhikaran ho sakta hain? Ho sakta hainagar humlog yeh nirnay karlein ke gandagi hataneka waqt aagaya hain 

Also Read: Shraddha Kapoor reveals that she witnessed Sushant Singh Rajput consuming drugs to the NCB: Sources

Sapney dekhnekeliye himmat chahiye. Unko saakaar karneka himmat bhi hain hamarey bachho main.Unko yon shoshan karke, drugs pilakey, jaan se maarke, joh gandagi fehlarahehain, woh saaf karneka waqt shayad aagaya hain

#Mumbai film industry main bohot sarey badey badey kalakaar hain, khaas actors hain. Sirf Hindi film yahan nahi banti, yahan Maharashtra film industry ka bhi film banta hain. Yeh sab gandey log jo 50 percent hongey, woh puri industry ko badnaam kar rahein hay.

Bahar se aneywaley young, talented logoko jaal main fasata hain ek team. Yehi team unko nashemein chur kar, apney mutthi main bandh karke rakhtahain. Yah to unko dabaadiya jata hain, yah maar Diya jata hain.

Yeh sahi waqt hain ke hum kanuni taur se, CBI ED aur NCB ke zariye, is gandagi ka safaya karein



Trending